Naa jaane kya hai usski yaadon mein , 
Ab khuli aankhon se sapne dekhna aacha lagta hai

Nhi maalum kya jaadu usski aankhon mein ,
Usse dekhna aacha lagta hai

Naa jaane kaisi mehk hai usski , 
Usske pass baithne ko ji chahta hai

Nhi maalum kaisi jaadu hai usski hassi mein  ,
Usse hassane ko ji chahta  hai  ๐Ÿ˜„

Kuch toh baat hai ussme  usse apna bnnane ko , usse manaana  , sirf usska hone ko dil chahta hai . ❤❤❤

       Krishna

Comments

Popular posts from this blog

After breakup

Mera dil

achaa likhte ho