hai WO ek dost

Hai WO ek dost
Jisee haste dekh suraj bhi shrma ke laal ho jaye
Hai aisa ek dost

Hai WO ek dost
Jiske sang waqt bhi khud mein simat jaata hai

Jiske na hone ka ehsaas bhi khyal nhi hota
Hai WO ek dost

Tanhai bhi jise yaad kiye binna na reh PAYE
Hai ek dost

WO khafa bhi ho toh , hum khafa na reh PAYE
Hai WO ek dost

Jise baat krne ke bahaane nikalne mein saara din gujre
Hai aisa WO dost

Jo ab ek ehsaas hai 
Aisa hai WO dost

Ab WO hamari zindgi si hai
Hai aisa WO dost

Usski ehsaas aur usski yaad 
Mere sang sang hai ab
Hai aisa sa apna sa ek dost :::;


Comments

Popular posts from this blog

After breakup

Mera dil

achaa likhte ho