achaa likhte ho
Jab main rehta tha unki aashiqui mein,
Tum doston ne kaha , majnu hua firta hai ;
Jab dil ne tumhe apna bnaane ki kosis ki,
Tumne kuch kaha hi nhi ;
Jab khud ko tumhari yaadon se samjhaye rakha ,
Sab ne kaha bawala ;
Jab tumhe yaadon mein basa ke ,
Jikr krdiya aaj mehfil mein ,
Jab tumhe yaad krte krte Kore kagaj pe siyahi se rang bhar diya ,
Aaj tum sab ne kaha " achaa likhte ho "

Comments
Post a Comment