dekho dekho waqt bhaga ja rha

Dekho dekho waqt bhaaga ja rha
Girta , larkhrata , dagmagata waqt bhaaga ja RHA

Dekho waqt bhaga ja rha
Koi chupke se jaake iss waqt ko pakd lo

Iss waqt ne hum se khusiyaan li hai ,
Iss waqt ne humein bhut se gum diye hai ,
Waqt ne humein bhut si khusiyaan bhi Di hai ;

Aaj iss waqt ka hissab krte hai
Dekho dekho waqt bhaga ja RHA

Chodo aaj iss waqt ke piche hum nhi bhagte ,
Jaane do aaj isswaqt ko ,
Aaj hum sab sath baithte hai ,
Iss waqt ko jaate dekhte hai ;

Aaj iss waqt ko yaadon ke bottle mein kaid krte hai ;

Jab nhi honge sath
Tb iss waqt ko yaadon ki kaid se nikaal
Kahenge " USS waqt ki baat hi kuch aur thi "


Comments

Popular posts from this blog

After breakup

Mera dil

achaa likhte ho